अब पैसा कमाने का झंझट ख़तम ये काम शुरू करो महीने का लाखो कमाओ
दुनिया में जो लोग बेचना सीख गया वो कमाना सीख गया
dosto kaise ho ap sabhi swagat karta hu hamare ish aaj ke article me .
aap sabhi log achhe tarike se jante hai ki corona kal me achhe achhe logo ki fati pari hai bahoot se log kangal ho gye hai kisi ke pass koi paisa nhi hai jisse puchho wo bolta hai mere pass nhi hai kuchh madad karo jab bade bade log amir log ki ye halat aisi hai to hum jaise logo ka kya hal hoga. bhaisahab zingdgi ke sath sath auto jagat lo bhari nuksaan uthana para hai .jise pura karne ke liye har koi aedi se lekar choti tak jor laga rha hai corona bimari me lakho factory band ho chuki hai lako logo ka rojgar ja chuka hai .jiske bad paisa kamana ek bahoot badi problem ban gyi hai .best business ideas in bihar
agar aap paisa kamana chahte hai to ye post aapke liye bahoot hi usefull hone wali hai .aap asan se business karke lakho rupye kama sakte hai hum baat kar rhe LEMANGRASS kheti ki .
agar aap log me se koi kar rha hoga to unko pata hoga ki ish kam me kitna fayda hoga .bata de ki isjh klheti me aaapko karne ke liye 15 se 20 hajar takl kharcha lag jayega aur aap ishe har mahine lakho kama sakte hai.
leman grass se nikalne wale tel ki bajar me kafi kimat hai. LEMAN grass se nikalne wala tel cosmetic sabun tel aur dawa banane wali companiya use karti hai .yahi wajah hai hai ki market me ishki kimat mil jati hai .ish kheti me sabse khash baat yah hai ki ishe sukha pravahit ariya me bhi lagaya ja sakta hai .ek sal me kareeb 4 lakh rupye tak ki kamai aasani se kar sakte hai.
LEMAN grass lagane ka sabse behtar samay feburary mahina se julai ke bich hai .ek baar lagane ke bad ishki 6 se 7 bar katai hoti hai .ek sal me 3 se 4 bar katai hoti hai. ishki bikri kibat ki jaye to 1000 rupye se 1500 rupye hai .LEMAN grass lagane ke 3 se 5 5 mahine ke bad ishki pahli katai ki jati hai
ek ekad jamin par lemangrass ki kheti se 5 tan tak ushki pattiya nikali ja saktai hai .
waise to aap ishki kheti 15000 se 20000 me strart kar sakte hai leki aapje pass thoda aur bajat ho to aap shuruaat me bhi mashin bhi laga sakte hai .
to kaisa laga mera article umeed karta hu ki aapko kuchh n kuchhh business idea mila hoga best business ideas in india.
